Smile Update
Sharing Your Updates...
Find out what everyone is saying about
3465 Day(s) Ago - via Mobile
#Mafhoom-E-Quran
Din K' Dono Aur Raat K' KuCh Hisson Me Namaz Qaim Kro Yaqeenan Nekiyan Buraion Ko Mita Deti Hn!
(Hood 114 Para 12)
3465 Day(s) Ago - via Mobile
#Mafhoom-E-Quran
ALLAH Salamti K' Ghr Ki Taraf Bulata Hy Aur Jise Chahay Seedhay Rastay Ki Taraf Hidayat Deta Hy!
(Younis 25 Para 11)
3467 Day(s) Ago - via Mobile
#Mafhoom-E-Quran
Jb Quran Parha Jaye Toh Khamosh Ho Kr Puri Tawwajjah Se Suno Ta K' Tm PR Reham Kia Jaye...
(AL-Araaf 204 Para 9)
3470 Day(s) Ago - via Mobile
#Mafhoom-E-Quran :
Momino!
Sabiqa Ummaton Ki Tarah Tum Pr Bi #Rozay Farz Kiye Gaye Hn, Ta K Tm Mut'taqi Ban Jao..
(AL-Baqarah 183 Para 2)
-
#Islam
Muje Zindgi Me Qadm Qdam Pe Teri Raza Ki Tlash Hy.
Tere Ishq Men Ay Mere KHUDA
Muje Inteha Ki Talash Hy.
Me Gunahon Me Hon Gira Hua
Main Zameen Pe Hon Gira Hua.
Jo Muje Gunah Se Nijaat De
Muje Us Dua Ki Talash Hy.
Me Ne Jo Kiya Wo Bura Kiya
Me Ne khud ko Khud Hi Tabah Kia...
Jo Tuje Psand Ho Mere Khuda
Muje Us Adaa Ki Tlash Hy.
Tere Dar Pe Hi Mera Sar Jhuke
Muje AOR kuch Nahi Chahiye.
Muje Sb Se kr De Jo Be'niyaz,
Muje Us Anaa Ki TLash ha.
- Like
- Reply
i need ur help,
ye pm pe mesg kesy bejtey hain,
- Like
- Reply
3470 Day(s) Ago - via Mobile
#Mafhoom-E-Quran
Insaf Kro Ye Taqwa K' Qareeb Tar Hy Aur ALLAH Se Daro.. Beshak ALLAH Hr Cheez Se Baa Khabar Hy..
(AL-Maida 8 Para 6)
3490 Day(s) Ago - via SMS
"#Mafhoom-e-Quran"
Aey Meray Gunahgaar Bando! ALLAH Ki Rahmat Se Mayoos Na Ho, Woh Saray Gunaah Muaaf Kar Deta Hai.
(AL-Zumar 53, Para 24)
#ISLAM
#HELLO
3654 Day(s) Ago - via SMS
"#Mafhoom-e-Quran"
Aey Meray Gunahgaar Bando! ALLAH Ki Rahmat Se Mayoos Na Ho, Woh Saray Gunaah Muaaf Kar Deta Hai.
(AL-Zumar 53, Para 24)
#ISLAM
#MC
3819 Day(s) Ago - via SMS
#Mafhoom-e-Quran
Tum Zahiri, Batini Dunon Qisam K Gunah Chorh Do, Jo Log Gunah Kartay Hain Un Ko Jald Saza Milay Gi.
(AL-Anaam 120, Para 8)
3826 Day(s) Ago - via SMS
#Mafhoom-e-Quran
Musalmano !!
Tum Kamzor Aur Ghamgeen Na Raho, Agar Tum Momin Raho To Tum Hi Sar Buland Ho Gay.
<Aal-e-Imran 139, Para 4>