Smile Update
Sharing Your Updates...
Find out what everyone is saying about
3354 Day(s) Ago - via SMS
Agar Koi Shaks Subha Ya Raat Ko Kisi Waqt Bedaar Hona Chahta Ho Tu Sonay Say Pehle 3 Bar "Surah ZilZaal,Para 30" Parhy Waqt Pe Bedar Hoga.
#Islam #Wazaif
3410 Day(s) Ago - via SMS
#hADITh
#WAZAIF
#QURAN
#ISLAMI INFO aik dafa charges bilkul free hasil krna k lea msg ma lekhn.
ADD IsLAMitaqwa send to 9900.
Followers= 1548
.* My Account *
ID: Islamitaqwa
Friends: 7
Listeners: 3
Balance: Rs.25.190
PKG:
-Services-active
- Like
- Reply
#POETRY "Teri" yaad iss tarah mery "DIL"se lipti hai
,
,
DOST,
K jaisay "PHOOL" par kisi Tittli ko "NEEND" aa jaye.....!
- Like
- Reply
3428 Day(s) Ago - via SMS
Dear
Ab Apko Alag Updates k ley Alag Id Add krny k zrort ni.Q k
Ab Mc p Asad ne ak ase Id bnaye h js se apko mily ge
#Wazaif
#Poetry
#Beauty Tipes
#Jokes
And
#Question Competetion.
to G ap
Write JusT-LoVe send 8333
3504 Day(s) Ago - via SMS
Wazifa:
Haafza Qawwi (Pukhta/Tez) Karne K Liye "Ya Zul-Jalal-e-Wal Ikram" Ki Subah Sham 1,1 Tasbeh Parhte Rahen:
#Subha
#Salam
#Wazaif
"Beautiful Advices"
by "Hazrat ALI (A.S.)"
"Kbi Ksi ko apni safai na do
Q k
jo aap say pyar krta hy us ko zarort nhi."
"Or jo nafrat krta hy wo kbi yakeen nhi kry ga."
'GAREEB par Ehsan kiya Karo,
Q'k
GAREEB Hone Main Waqt Nahin lagta.'
"Agr Dukhon ka Darya Uboor Krna Hai to Aansoun ko Jzb Krny ka Treeqa Sekho."
"Mzaak Zror Kro Mgr Etna Yad Rakho k
Mzaak Krne or Mzaak
Urane me Farq Hota Hai."
"Rothny Waly ko Itna nahi
"Rothna Chahey k Manany wala Khud Hi Roth Jaye."
"Kisi ki Khamoshi ko Taqabur na Samjho Ho Skta Hai K wo
- Like
- Reply
3574 Day(s) Ago - via SMS
-
#WaZaiF
*SHAB-E-JUMMA*
"Jo Shaks Shab§Juma ko
"Suray Dukhan" Prhy Us k liye 70,000 Farishty Astagfar krenge
+
>Suray Sajda 21para
>Suray Mulk
>Suray Yaseen
>Shab§Juma ko Ksrat Se Durud Prhen.
=>
>Write:
LISTEN PEGAM-E-SULTANI
>Sent 8333
3649 Day(s) Ago - via Web
Duniya Say Aisa Taaluq Rakho Jaisa K Tum "Aag" Say Rakhtay Ho
Uss Say Apnay Aap Ko Bachaatay B Ho Or "Faida" B Haasil Kartay Ho
Share it
#Hadees
#Wazaif
#Isalamisms