Assalam walaikum friends meri ap sb se guzarish he k mere nana Ahmad umar k leye dua-e-magfirat karain jinka 12 rajab ko intiqal hwa he ap sb se esaal e sawab ki b guzarish he jazakALLAHO KHAIRA
1 comments
Ali
3656 Day(s) Ago - via SMS
allah aap k nana ko jannat me aala maqam aata kare or un k magfirat kare aameen?
allah aap k nana ko jannat me aala maqam aata kare or un k magfirat kare aameen?